Aye khuda tujhse sirf itna manga hai,
De khushiya sabhi ko,
de hosla mujhko itna ki sabhi kathinaiyo ka karu samna
nhi mangta aur kuch dusre ki khushiyo se jada
Khuda kabhi asa na hone dena.,
ki koi bhi mere karan dhuki na ho is sansar mai
Mai toh kar raha hu koshish puri
dene ki khushiya,
Bas ek chiz mangta hu aye khuda
rakh khush sabhi ko bna mujhko itna kabil ki de saku sabko khushiya,
Aye khusa bas itna mang raha hu...
BY TECHNO ANMOL
0 टिप्पणियाँ